ghar baithe kaise online survey se paise kamaye easy guide

Ek samay tha jab siksha ka adhikar samaj kuch logo ka tha. Desh me sikshit logo ka sankha 1% se bhi kam tha. Tab log krishi kaj aur pashu ...

Ek samay tha jab siksha ka adhikar samaj kuch logo ka tha. Desh me sikshit logo ka sankha 1% se bhi kam tha. Tab log krishi kaj aur pashu palan ke siba kuch nahi karta tha. Shiksha ab sabka adhikar hain. Log siksha parpt karte hain taki use naukri mile. Desh aj har bacha, adult sikshit hain. Aur is ki bajaha se desh mein nnaukri ki bahot demand hain. Kisan ka sikshit beta ab naukri karna chahata hein. Aur sarkari naukri ki to ab bohot hi demand hain. Ek jamana that jab hum suna karte the ki paise se sab kuch kharida nahi ja sakta, jeevan mein paisa hi sab kuch nahi hain. Lekin bartaman samay mein paise ke siba hum kuch nahi kar sakte hain. Pine ka jal jo free hona chahiye wo bhi aj hum kharid ke pite hain. Isiliye paise ka aj sabko jarurat hain. Har ma, bahen, retired person kam karke paisa kaman chahata hain. Students bhi apne padhai ke sath sath kuch pocket money bhi earn karna chaha ta hain. Taki wo apne parents ki burden ko thoda laghu kar sake. Aj hum log internet jamane mein ji rahe hain. Hum logo me duri virtual world me zero ho gaye hain. Internet ne hame bohot kuch uphar diya hain. Jaise social networking jisse hum real time ki k sath connect ho sakte hain. Iske sath kam bhi aj kal online pe ho raha hain. Hamare pradhan mantri Sri Narendra Modi sir ne kaha hain ki hamare desh digital banega. Iska matlab ab bohot kuch jo offline me chalta tha ab wo online ho jayega. Isse kam ko bhi teji milegi. Is post me main apke sath kuch site share karna chaha ta hu jisse ap ghar baithe kaise online survey se paise kamane ka tarika aur kaha se app karsakte ho wo batayenge. As karta hu ap ko ye post acchi lagegi aur ye post apko age badhne mein madat karegi.

Online survey kya hota hain?

Kaha se ap paisa kama sakte hain ye bat batane se pahele me apko bata na chahata hu ki ye survey job kya hain. Isko ap sahi takika ke janenge tabhi app isse long tern paise kama sakte hain.
Survey job ek taraka interview hota hain. Bohot sake companies , organization jo product sell karte hain wo ye sab market research karte hain. Jaise kuch companies janna chahata hain ki uska product market mein kaise chal rahain. Aur kya kya improvement wo unki product mein la sakti hain. Kya ap bhabisya mein unka product kharidna chahate hain. Kuch is taraka sawal apse puch ja sakta hain. Agar ap imandar hain to ye kaam apko suit karega. Ye companies apko pay karta hain taki ap unko honest baat bataye.

Kaam suru karne ke liye kya chahiye?

Asa karta hu ki apne jan liya hoga ki online survey kya hota hain. Hamne pahele hi apko bataya tha ki ye ek online survey job. Isliye apko internet se jura hona abasyk hain. Is kaam ko karne k liye jo apko jarurat hain me apko ek list ke jariye apko bataunga.
1 Ek Personal computer(Desktop/Laptop)
2 Ek internet connection (wired/ wireless)
3 khudka ek e-mail ID (agar ap ne koi email id nehi khola hain to ap gmail me free e-mail account khol sakte hain)
4 basic computing , sath mein web browsing ana chahiye

Genuine Indian Survey sites list

Asa karta hu ki survey job kya hota hain aur ise karne ke liye kya requirements abasyk hain ap jan chuke hain. Mujhe lagta hain ki ap un sab sites ka naam janne ke liye bohot excited hain. Chaliye aur der na karke main apko wo saari sites ka list ek ek karke de deta hu.
Toluna India:
Toluna India mein ap mobile aur desktop mein kama sakte hain. Har survey complete karne se ap 10 se 50 rupiya tak kama sakte hain. Ye site flipkart, paypal ke madhyam se payment karta hain.
Ipanel online India:
Ye bhi ek popular site hain. Yaha kam karne se ap mahine mein 6 se 10 survey pa sakte hain aur har survey complete karne se ap 30 te 90 rupia tak earn kar sakte hain. Yaha pe payment sirf apko Paypal ke madhyam se hi milega. Payment lene ke liye har bar mobile no pe otp ayega. OTP verify karne ke bad hi app reward withdraw kar payenge. Payment withdraw request karne ke 1 week ke andar payment apke Paypal account mein transfer ho jayega.
Telly pulse India:
Ye site bhi boho accha hain. Pahele telly pulse survey panel star panel ke naam se jana jata tha. 2016 saal ke ant mein Star panel ne apna naam change karke Telly pulse rakha hain. Yaha ka jyada tar survey star network ka hota hain. Minimum reward withdraw amount hain 100 rupiya. Ap 100 ya 500 rupiya ka flipkart reward claim kar sakte hain. Reward request karne ke 1 week ke andar apko gift voucher apke e-mail me a jayega.
Globaltestmarket India:
Ye survey site duniya ka number one survey site hain. Ye site apko har survey complete karne se 30 te 180 rupiya tak deta hain. Jyada log hone ke bajaha se survey success rate ab thoda kam hain. Yaha se ap reward tabhi utha sakte hain jab apka reward 1000 paoin cross karega. Ap chahe to apna reward donate bhi kar sakte ho. Paypal, check , flipkart ke madhyam se app reward claim kar sakte ho.
The Panel Station(TPS):
TPS. Full form is The Panel Station. Ye survey site India ka sabse popular site hain. Recently TPS ne apna android aut ios app bhi launch kiya hain. Jisse ap ab pc ke sath sath mobile pe bhi survey complete kar sakte ho. 300 poins hone ke bad hi ap reward claim kar sakte ho. Zipcash,Freecharge,Flipkart, Paypal se ap apna reward claim kar sakte ho.
India speaks:
Opinion world:

Survey earning kaise increase kare?

Join multiple survey sites
Comple survey profile in every 3 months
Check your email daily

N.B:
 Agar survey job karna chahete hain to kuch baat apko dhyan mein rakhna chahiye.

1. Ap har survey complete nehi kar sakte hain. Kuch survey mein apko screened out kar diya jayega. Aur screened out survey mein apko reward nehi diya jayega.

2. Honesty is the best policy. Survey job mein apka hamesha honest opinion dene ka koshish karna chahiye. Fake opinion dene se apka account closed ho sakta hain. 

Related

tutorial 3964098681309128470

Post a Comment

emo-but-icon

Search Here

Popular query

Follow Us

Ads By Google

Get free Update

Enter your email address:

E-mail verification is must for complete subscription

Delivered by FeedBurner

Circle AFS on Google Plus!

Follow AFS Google+ page
 

Side Ads

DMCA protected
Information, images and the content on this blog is Copyright ©AFS2011-2018. Please do not copy Any content for commercial purpose else we have to take a legal action. Thanks !!

Total Pageviews

Recent

free counters
 

Connect Us

Speech by ReadSpeaker

item